Shayris Of Wajid Shaikh That Beautifully Express The Pain Of Love & Heartbreak

The Noted Poet Wajid shaikh is enhance the icon of love and “Sukoon” his poetry is replete with love and passion and makes one terms with the estrangement in his ghazals ans couplets Urdu has a magical charm to it that no other language offers. And people are drawn to this poetic language for its aesthetic sensibilities and unparalleled sophistication. Among the great Urdu poets that we have, Wajid shaikh is a renowned name. His poetry is replete with love and passion and makes one come to terms with the estrangement and loneliness that comes with heartbreak

Instagram.com/wajidsayshttp://instagram.com/iwajidshaikh

Har manzar pe aankhe beegh jaati hai -Wajid shaikh one of the most heartfelt verse by wajid shaikh
Wadiyo ka ishq tha so waadiyo mein gaya tera intezaar bhi yunhi barbaadiyo mein gaya -Wajid shaikh
Kabhi yeh fikar kabhi woh musibat zindagi kya yunhi guzarne waali hai
Ek Umar guzar gayi ghar ke jhagdo mein phir duniya ne bhi jeena muhaal krdiya
Gairo ki baato mein itna aitbaar naa laaya kar dil ki sunn kabhi phir dimaag lagaaya kar
One of the most heart touching ghazal of wajid shaikh
The astronomical sher wajid shaikh kitna humne samjaa hai na hi aaj humne jaana hai
Mooh pe haath rakh ke roya tha mein ke kahi meri maa mere gham se waakif na ho jaaye
Mooh pe haath rakh ke roya tha mein ke kahi meri maa mere gham se waakif na ho jaaye -Wajid shaikh

Collection of Soulful Shayaris of Wajid Shaikh About Life & love All That Comes With It

Just like good food gives us satisfaction, a good piece of literary work soothes our soul. Wajid shaikh is an acclaimed poet of indore,india and mainly known for his soulful poetries and voice

A lot goes on in our minds but only a few have the knack to express different feelings in a way that’s therapeutic for so many other.

Urdu shayari has that healing power and we’re fortunate that there have been many legendary Urdu poets and shayars who gave a voice to our feelings.

Instagram link www.instagram.com/wajidsays

himmat kar sabar kar bhikar kar bhi sawar jaaega,yakeen kar,sukar kar,waqt hai yeh guzar jaaega

Khamoshi se matlab nahi,matlab baato se hai,din toh guzar hi jaaege masla raato se hai

Mene zhakam khaaya hai jis ghar ki khaatir,raah chalta usme aagh lagaakar baith gaya

phir har chiz se dil uth gaya,phir wahi uljhane humari hai
mene har baat sabki khusi se maani hai,mere saath phir bhi na kabhi diyaa gaya
Ek yahi hunar toh mujhe is umar mein kar jaana hai tujshe mile bgair hi wajid mujhe mar jaana hai
tere saath jeene ko dil chahata hai yeh sitam bhi hum saath mar bhi nahi sakte
Hum haalato ke aage dhal gaye,woh kehte hai hum badal gaye
khauf mein shaame guzri thi kabhi,so woh saaya mere saath saath rehta hai
Tune hazaar sher kahe hai zeest-o-ulfat par ,khuda kare wajid sabhi ko yaad reh jaaye
Phoolo ki tarah phir khileye hum,saayad kabhi phir milege hum
Humne shika hai wajid se ishq,yahi ek khushnabi humari hai
Dair raat yeh sadaaye kesi gunji,kya rooho se li mene udhaari hai
Humne dekha hai bhichadte huye sabko,yaani ab kisi se hasrat humey nahi
Zindagi kadam kadam par samjote ka asal naam hai
Kisey khabar hai zindagi ki yaha,kisey khabar hai kon kab mar jaaye